Ye hath me kya hai?
Army Training ke doran 1 officer ne
sipahi se poocha: Ye hath me kya hai?
Sipahi santa: Sir Ye bandooq hai.
Officer: Ye bandooq nahi tumhari izzat
or shan hai,tumhari maa hai maa!!
Then Officer to a sipahi
anta Singh: Tumhare hath me ye kya hai?
Banta: Sir, Ye santa ki maa hai or
hamari maushi hai..!