Jao baccha tumhe swarg milega
Ek bar ek Marwadi ne ek yogi Mahraj ko pranam kiya,
Yogi ne aashirwad diya..
Jao baccha tumhe swarg milega,
Kuch dakshina dete Jao,
Marwadi ne kaha, main yeh mumbai tumhe dakshina main deta hun.
Yogi ne kaha, ye mumbai kya tumhare baap ka haiā¦.
Marwadi ne kaha, to kya swarg tumhare baap ka hai,
Pagalo wali, Baat karta hai
Hum Duniya ko topi pehnate hai or tu Marwadi ko!!